Monday, January 21, 2008

SAFAR...

Toofan ki kami nahi jeevan main

Ladte huye safar karna hoga

Jo milenge zakhm safar-e-raho main

Unhe hi zindagi ka tazurba kehna hoga

Lakh zakhm khane par bhi

Har zakhm naya hoga

Tazurba kitna hi kyun na ho

Har safar naya hoga.

No comments: