Thursday, May 8, 2008

Ae Dil...

Ae dil tu mahabbat karta kyun hai,
Jo karta hai to phir tadapta kyun hai,
Jo beth gaya hai dil main pyar ka dard banke,
Wo aankhon ke raste se nikalta kyun hai...?


agar yehi muhabbat hai to phir ye ansoo kyun...?
ae khuda kya mohabbut ke liye kya ye tadapna zarouri hai...?

No comments: