1.Zindgi ek chahat ka silsila hai,
koi mil jaata hai, Aur koi bichhar jaata hai.
jise mangte hai hum apni duao main,
wo kisi aur ko bina maange mil jaata hai.
2.waqt dar waqt ek ehsas rakhna,
lamha har lamha yeh aaqs rakhna.
Bhula na sakenge hum bhi aapko lekin
aap bhi hamari yaade apne pass rakhna.
3.Waqt noor ko benoor kar deta hai,
thode se jakham ko nasoor kar deta hai.
koun chahta hai apno se door hona,
par waqt sabko majboor kar deta hai.
4.Zindgi ek raat hai,
jisme naq jaane kitne khwaqb hai.
Jo mil gaye wo apne hai,
jo toot gaye wo sapne hai.
5.Mujhe apni zindgi se hatane chalo ho,
ek satye hue ko satane chale ho.
Aye mere dost kitne nadan ho tum,
jo khud hi apne haatho ki lakire mitane chale ho.
6.Na jeene ki khusi na marne ka gum,
Gum hai bus unse na milne ka gum.
jeete hai isliye ki wo kabhi hume apnayenge,
aur marte nahi isliye k wo tanha rah jayenge.
koi mil jaata hai, Aur koi bichhar jaata hai.
jise mangte hai hum apni duao main,
wo kisi aur ko bina maange mil jaata hai.
2.waqt dar waqt ek ehsas rakhna,
lamha har lamha yeh aaqs rakhna.
Bhula na sakenge hum bhi aapko lekin
aap bhi hamari yaade apne pass rakhna.
3.Waqt noor ko benoor kar deta hai,
thode se jakham ko nasoor kar deta hai.
koun chahta hai apno se door hona,
par waqt sabko majboor kar deta hai.
4.Zindgi ek raat hai,
jisme naq jaane kitne khwaqb hai.
Jo mil gaye wo apne hai,
jo toot gaye wo sapne hai.
5.Mujhe apni zindgi se hatane chalo ho,
ek satye hue ko satane chale ho.
Aye mere dost kitne nadan ho tum,
jo khud hi apne haatho ki lakire mitane chale ho.
6.Na jeene ki khusi na marne ka gum,
Gum hai bus unse na milne ka gum.
jeete hai isliye ki wo kabhi hume apnayenge,
aur marte nahi isliye k wo tanha rah jayenge.
No comments:
Post a Comment