Aankhain Khuab Dekhti Hain
Kisi Say Mil Janey Ka
Ya Khud Ko Kho Denay Ka
Tanha Reh Janay Ka
Khud Ko Aar Denay Ka,
Chahat Haar Denay Ka
Aankhain Khuab Dekhti Hain
Bichray Huye Lamhon Ka
Kisi Raastay Per Mil Janay Ka
Zakhmon Kay Sil Janey Ka
Zamanay Kay Guzer Janay Ka
Khuab Kay Hasil Ki Haqeeqat Ka
Haqeeqat Ka Khuwab Main Tehleel Honay Ka
Bikhray Khuabon Ki Takmeel Ka
Tum To Khud Ik Khuwab Ho
Husn Ka, Jawani Ka
Ik Dard Bhari Kahani Ka!!
Kisi Say Mil Janey Ka
Ya Khud Ko Kho Denay Ka
Tanha Reh Janay Ka
Khud Ko Aar Denay Ka,
Chahat Haar Denay Ka
Aankhain Khuab Dekhti Hain
Bichray Huye Lamhon Ka
Kisi Raastay Per Mil Janay Ka
Zakhmon Kay Sil Janey Ka
Zamanay Kay Guzer Janay Ka
Khuab Kay Hasil Ki Haqeeqat Ka
Haqeeqat Ka Khuwab Main Tehleel Honay Ka
Bikhray Khuabon Ki Takmeel Ka
Tum To Khud Ik Khuwab Ho
Husn Ka, Jawani Ka
Ik Dard Bhari Kahani Ka!!
No comments:
Post a Comment