Yaaden teri rakh di hai sambhalkar,
Dur kahi is dil se nikalkar.
Sab kuch to vapas le liya hai aapne dur jaakar,
In yaadon ko bhi le jana kisi roz aakar..
Dil to Jalkar rakh ho gaya,
Magar in ankho se roya na gaya,
Kuch jakhm judai ke aise mile,
Ki phoolon ke bister pe bhi soya na gaya.
Mitti meri kabr se churata hai koi,
Mar kar bhi yaad ata hai koi,
Ae khuda ek pal ki jindagi aur de mujhe,
Udas meri kabr se jata hai koi
Dhadkano ko sunkar bhi tumhe pyaar ki khabar nahi hoti...
Kya mahsoos karoge tum dil ka dard,
Dil tutne ki to awaz bhi nahi hoti.

No comments:
Post a Comment